Skip to main content

papa

 INTRO: 


VERSE 1:

Tujhe chhod mein chal pada

Dhundne ghar har jagah

Khoj me mein kho gaya

Khud ko pehchan na saka


PRE-CHORUS 1:

Rehamat ke dariya mein dubaya mujhe

Uss se zariya banakar chalaya mujhe (x 2)


CHORUS:

Papa, Papa

Beta mein Tera ( x 2)


INTRO: 

VERSE 2:


Tujhe chhod mein jau kaha

Tu hi toh ghar hai mera

Na tha mujhe ye pata

Beta mein tha hi Tera


PRE-CHORUS 2:

Nazar Teri kabhi na hati

Mehfooz hoon Teri parchhai mein

Nazar Teri kabhi na hati

Mehfooz hoon Teri parchhai mein



CHORUS


TAG:

Teri aankhon ki putli hoon Papa

Mein - aankhon ki putli hoon Papa

Teri aankhon ki putli hoon Papa

Teri aankhon ki putli hoon Papa


BRIDGE:

Paraya na hoon mein - Thukraya na Tu ne

Sharmindagi se - Nikaala hai Tu ne (x 2)


Paraya na hoon mein - Thukraya na Tu ne

Paraya na hoon mein - Thukraya na Tu ne

Sharmindagi se - Nikaala hai Tu ne

Gale lagakar chooma mujhe

Mera latta hatakar labada diya (x 2)


CHORUS